Roman script

kisi ke vade pe kyun

kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya

kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya

na aane walo ka kyun

na aane walo ka kyun intzaar humne kiya

kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya

na wo humare huye aur na hum rahe apne

aa na wo humare huye aur na hum rahe apne

mohabbato ka azab

mohabbato ka azab karobaar humne kiya

kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya

wo khel khel rahe the wo khel khel chuke

ho wo khel khel rahe the wo khel khel chuke

khata humari thi kyun

khata humari thi kyun unse pyar kiya humne

kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya

bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla

ho bichhad ke unse na jab dil kisi tarah badla

sharabkhane ka rukh

sharabkhane ka rukh ikhtiyar humne kiya

na aane walo ka kyun

na aane walo ka kyun intzaar humne kiya

na aane walo ka kyun intzaar humne kiya

kisi ke vade pe kyun atbaar humne kiya

Explore this song