Roman script

kisi ka to ho jaye moka hai akhiri jawani hai khushbu 

ye khushbu to udd chali amar hoke sansar me kaun aaya hai

wo gul do ghadi ka bahare jo laya hai rahegi na aisi rago ki rawani

tu apni jawani suhani bana dard kisi ka dil me ho

jine ka koi maksad ho jina wahi to hai jina

kisi ka to ho jaye moka hai akhiri 

jawani hai khusbu ye khusbu to udd chali

baar baar rangin aachal  awat tujhe de gaye de gaye

jar jar bahte ansu mera to chain le gaye le gaye

apni khushi dhundho dunia me tum sabki khushi na jisme shamil ho

wo jina bhi hai kya jina dunia me hai gum harsu

sabki ankho me hai ansu gum kiske batega tu

kisi ka to ho jaye moka hai akhiri 

jawani hai khusbu ye khusbu to udd chali

yaar pyar se hi mujhko vasul pyare hai bhul bhul gaye hotho ke

saalo se dil hare hai hare hai baithe baithe kaise dekhenge ham

katil ye julm o sitam tanha tanha ek tu kya kar lega

nahak apni jan dede ga kali rat ka pahra ho lakh andhera gahra ho

kafi hai bas ek diya kisi ka to ho jaye moka hai akhiri

jawani hai khusbu  ye khusbu to udd chali

rahegi na aisi rago ki rawani tu apni jawani suhani bana

dard kisi ka dil me ho jine ka koi maksad ho jina wahi to hai jina

Explore this song