Roman script

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

benaam afasane bahut se hain

kisi ka naam lo

benaam afasane bahut se hain

na jaane kis ko tum kehte ho

deewane bahut se hain

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

panahe de rahi hain

ajnabi naadaniya mujhko

panahe de rahi hain

ajnabi naadaniya mujhko

teri mehaki nazar na jaane

pehchaane bahut se hain

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

bas ab so jaao neend aankhon mein hain

kal phir sunayenge

bas ab so jaao neend aankhon mein hain

kal phir sunayenge

zara si reh gayi hain raat

afsaane bahut se hain

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

likhi hain khaak purani hi agar

apne muqaddar ne

likhi hain khaak purani hi agar

apne muqaddar ne

tere tohfe se kyaa mohabbat

veerane bahut se hain

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

mere kehne se hogi

karke rasamo raah gairo se

mere kehne se hogi

karke rasamo raah gairo se

bajaye aapne kehane mein

maane bahot se hain

kisi ka naam lo

benaam afasane bahut se hain

na jaane kis ko tum kehte ho

deewane bahut se hain

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

kisi ka naam lo

Explore this song