Roman script

bhmm bhmm bhmm

bade pyar se tune

bade pyar se tune is dil me, pyar ki bul bul pali 

tere dil ka lahu chush kar, udd gayi ek din sali

kisi ka dil jo todega,  khuda kya us ko chodega

is duniya me hamne dekha, til til ka hai lekha

ghisne se kya ghis jati hai, paap ki kya rekha

jaan bujh kar karam se, jo bhi muh ko mode ga

khuda kya us ko chodega, khuda kya us ko chodega

kisi ka dil jo todega, khuda kya us ko chodega

gali gali ka saher tamasha, dekhe roz kalandar

haye madari uski rozi, bhukha rah jaye bander

naki ko choad, badi se jo rista jodega

khuda kya us ko chodega, khuda kya us ko chodega

kisi ka dil jo todega, khuda kya us ko chodega

soch samjh kar jo bhi karge, us par kya pachtana

us par kya pachtana

sidhe raste chalte rahna, dekh bhatak na jana 

dekh bhatak na jana 

o uljhan ki kya baat

kisi ka dil jo todega, khuda kya us ko chodega

khuda kya us ko chodega 

kisi ka dil jo todega, khuda kya us ko chodega

tere dil ka lahu chush kar, udd gayi ek din sali

kisi ka dil jo todega, khuda kya us ko chodega

bhmm bhmm bhmm

Explore this song