Roman script

kisi chhaliya ke naino ke jaal me 

more naina ujad gaye mai kya karu 

kisi chhaliya ke naino ke jaal me 

more naina ujad gaye mai kya karu 

maine chupaya jis baat ko 

usey sab hi samjh gaye mai kya karu 

o main to rahti thi khud ko chupaye hue

sari  duniya se najare churaye hue 

o sari  duniya se najare churaye hue 

usey dekha to usey dekha to 

baira payal le sare ghunghar

ye baj gaye mai kya karu 

kisi chhaliya ke naino ke jaal me 

more naina ujad gaye mai kya karu 

o preet ka geet ye pahle ye gaaya na tha 

abhi palko ka ghunghat uthaya na tha 

abhi palko ka ghunghat uthaya na tha 

mile naina to mile naina to sanwariya se 

lazo sharam sath sab saj gaye 

to mai kya karu 

kisi chhaliya ke naino ke jaal me 

more naina ujad gaye mai kya karu 

chah milne ki dil me dabaye hue 

rah dekhu mei aankhe bichaye hue 

rah dekhu mei aankhe bichaye hue 

dekhne ko dekhne ko 

sajan mera tera milan chand 

taare bhi saj gaye to mai kya karu 

kisi chhaliya ke naino ke jaal me 

more naina ujad gaye mai kya karu

Explore this song