Roman script

phulo tumhe pata hai man kyon khila 

khila hai meraa bhed yeh kisee se na kahana 

kisee se na kahana kisee se na kahana

har sham hai sinduree har din lage suhana 

jab se dil ne mana unako toh apna

rango tumhe pata hai man kyon ranga 

ranga hai meraa bhed yeh kisee se na kahana 

kisee se na kahana  kisee se na kahana

kayee bar yeh huwa hai jab samane woh 

aaye kuchh bhee kah na paye jhuk gaye naina

naino tumhe pata hai man mit woh 

meraa hai meraa bhed yeh kisee se na kahana

kisee se na kahana kisee se na kahanah

Explore this song