Roman script

kisee kee shame sadagee sahar kaa rang pa gayee

saba ke paanv thak gaye magar bahar aa gayee

chaman kee jashn gah me udasiya bhee kam naa thee

jalee jo koyee shamme gul kalee kaa dil bujha gayee

butane rang rang se bhare the butakade magar

teree adae sadagee meree najar ko bha gayee

meree nigahe tishna lab kee sarkushee naa puchhiye

ke jab uthee nigahe naj pee gayee pila gayee

kija kaa daur hai magar woh iss ada se aaye hain

bahar darshane hajin kee jindagee pe chha gayee

Explore this song