Roman script

kise chhu ke kise chhu ke pawan ye chali 
mahak gayi man ki gali 
kise chhu ke pawan ye chali 
mahak gayi man ki gali 
jane kaisi hawa ye chali 
khud bhanvre ko dhundhe re kali 
jane kaisi hawa ye chali 
khud bhanvre ko dhundhe re kali 
lipati ped se bel 
bel se khel rahi hai dali 
lipati ped se bel 
bel se khel rahi hai dali 
bhul se honth ko phul 
phul ko honth samjh gaya mali 
bhul se honth ko phul 
phul ko honth samjh gaya mali 
rut badali to najar badali 
rut badali to najar badali 
jane kaisi hawa ye chali 
khud bhanvre ko dhundhe re kali 
kise chhu ke pawan ye chali 
mahak gayi man ki gali

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Manhar Udhas, Asha Bhosle

actor: Arun Govil, Kajal Kiran