Roman script

kise apne gam ki kahani sunau

kise apne gam ki kahani sunau

kise dasta sune dil ki batau

kise apne gam ki kahani sunau

bebasi ke ye haalat main kaise sahungi

musibat ki ali me kaise rahungi

ye zulmo ka dariya

ye paamaal kashti ki dhara 

bachne ko sahil me khou

kise apne gam ki kahani sunau

loota hai jaalim ne

jo kuch tha apna

ho gul ke jiwan ki asha hai sapna

laga meri naiya kinare khivaiya 

kise aaj apna sahara banau

kise apne gam ki kahani sunau

kise apne gam ki kahani sunau

Explore this song

Song video

Watch on YouTube