Roman script
kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maang lo tumko milega utna pyar mai hun na kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na kabhi jo tum socho ke tum ye dekho are kitna mujhko tumse pyar hai to chup mat rahna ye mujhse kahna are koi kya aisa bhi yaar hai dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe dil hi nahi de jaan bhi de jo tumhe to mai kahunga sarkar mai hun na kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maang lo tumko milega utna pyar mai hun na kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na kahne ki ho dil me koi baat mujhse kaho koi pal ho din ho yaa ho raat mujhse kaho koi mushakil koi pareshani aaye tumhe lage kuch thik nahi halaat mujhse kaho koi ho tamanna yaa ho koi aarazu koi ho tamanna yaa ho koi aarazu rahana kabhi na beqarar mai hun na kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na khamosh kyun ho jo bhi kahna hai kaho dil chahe jitna pyar utna maang lo tumko milega utna pyar mai hun na kiska hai ye tumko intjar mai hun na dekh lo idhar to ek baar mai hun na lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Main Hoon Na (2004)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Javed Akhtar
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Sushmita Sen
- Actor: Zayed Khan
- Actor: Amrita Rao
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Kirron Kher
- Actor: Bindu
- Actor: Satish Shah
- Actor: Boman Irani
- Actor: Rakhi Sawant
- Actor: Kabir Bedi
- Actor: Naseruddin Shah
- Actor: Murli Sharma
- Actor: Nassar Abdulla
- Actor: Kunal Kumar
- Actor: Sajid Khan
- Actor: Subhan Nadiadwala
- Actor: Mushtaq Sheikh
singer: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
actor: Shahrukh Khan, Sushmita Sen