Roman script

kis lamhe me kya hai chhupa na raz fass ye kabhi ho saka 

kab kya yaha to ho jayega koi nahi janata

darya hai bahut gehara na dubana 

kya kya hai chhupa isame tu puchhana

darya hai bahut gehara na dubana 

kya kya hai chhupa isame tu puchhana

har koi yaha lutega maanaja

chehare pe yaha chehara hai janaja 

kya pata hai kab kise vakt ki sajishe nahi koi bata saka 

na ho sake jis pe yaki ye karde hai aisi zindgi 

badal hi de ek pal me sama

karna nahi kabhi kisi pe barosa 

waisa nahi vo jaisa hai socha 

har din hota yaha kuch naya hai mat ho tu hairaan

darya hai bahut gehara na dubana 

kya kya hai chhupa isame tu puchhana

har koi yaha lutega maanaja

chehare pe yaha chehara hai janaja 

kis lamhe me kya hai chhupa na raz fass ye kabhi ho saka 

kab kya yaha to ho jayega koi nahi janega

Explore this song