Roman script
Tar-coal ki ek sadak par do saaye hain Andhere ki najaayaz aulaad hain shayad Ghoont ghoont khoon peekar dono pale hain shayad Paaon tale zameen hai naa sar pe aasmaan hai Zindagi kuchal gayi ye unki daastaan hai Waanw waanw.. waanw-waanw waanw Waanw waanw.. waanw-waanw waanw waanw-waanw waaw-waaw-waaw.. x3 waanw waanw waanw… Taara… dekh taara.. Aasmaan pe latka hai bechaara Yeh zameen.. gardish mein thi Ghoom, ghoom, ghoom ke maara yaara Hum bhi kahin.. latke nahin.. Roko zameen… Do hi din ka hai tamaasha Pasha.. oo.. mere pasha.. oo.. Yaar pasha… Jee bhar ke, jee mar le Aaj hai, aaj hai, aaj hai, aaj hai Kal kuch nahin K k k kill kill, da da da dil dil K k k kill kill, da da da kill dil (x3) wow wow… Mehangi hai ye zindagi Koi chhota sauda nahi Oonchi khajuri hai ye Gamle ka paudha nahi Ho.. jaan bhi ye teri nahi Kal tak chali jaayegi Ghar bhi chala jaayega Jab ye gali jaayegi Jam ke jee le do din Chaahe kam hi jee le Peena pade toh gham hi peele tu tu tu… Tu yaara.. Yaaron ki yaari’yaan zinda rahen’gi Taaron ki jhaadi’yaan mehka karen’gi Taaron mein taara hai tu tu tu… tu… K k k kill kill, da da da dil dil K k k kill kill, da da da kill dil (x3)
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Singer: Shankar Mahadevan
- Singer: Gulzar
- Film / album: Kill Dil
- Composer: Shankar-Ehsaan-Loy
- Lyricist: Gulzar
Song video
singer: Sonu Nigam, Shankar Mahadevan, Gulzar
director: Shaad Ali
cast: Ranveer Singh, Ali Zafar, Govinda, Parineeti Chopra
language: Hindi
music label: YRF Music