Roman script

main khadi hoon raste pe baste lade sawaalon ke
kuch berang khayalon ke
kidre jaawan labban chhanva
takdi raawan na den salaahwan 
mud ab ghar ko tu jaa na koi saathi mera
na koi rehbar hai akela shehar mujhpe hasta hai
khwaabon ka chehra khasta hai
kidre jawaan laban chhanva
takdi raawan na den salaahwan
mud ab ghar ko tu jaa mere aase, mere paase
farzi se bewajah se tasalliyan dilaase
vehamo mein mujhko faase jag jodiyan maine todiyan
sachi preet mile thodiyan chhodiyan mull kodiyan
sab sach jooth main modeya
kidre jaawan laban chhanva
takdi raawan na den salaahwan 
mud ab ghar ko tu jaa

Song details

Song video

Watch on YouTube