Roman script

khwahisho se ye suna hain, pyar hamko ho raha hain

tum hi to ho wo sapna jo, dekha hai ji bhi liya hain

tum hi to ho wo lamha jo, abb jindagi ban gaya hain

rasto me gunjata hain, pyar hamko ho raha hain

tumhi to ho savera jo, ye rang naye de gaya hain

tumhi to ho khajana jo, dil me hi tha mil gaya hain

khwahisho ne

khwahisho se ye suna hain

isharo me kehati hai pagal ye hawaye

chalo raaj sabko ye jake bataye

isharo me kehati hai pagal ye hawaye

chalo raj sabko ye jake bataye

tum hi to ho jo khwabo ko, sang sang mere dekhta hain

tum hi to ho jo rato ko, tanhaiya batta hain

khwahishon se

dabe paw dastak mohabbat ne sunayi

hain dehlij pe khwab sare le aayi

dabe paw dastak mohabbat ne sunayi

hain dehlij pe khwab sare le aayi

tum hi to ho wo saya jo sathi mera rehnuma hain

tum hi to ho sitara jo roshan kare rasta hain

aasman pe ye likha hain, pyar hamko ho gaya hain

tum hi to ho wo sapna jo, dekha hain ji bhi liya hain

tum hi to ho wo lamha jo, ab jindagi ban gaya hain

Explore this song