Roman script

khwab tuta koi befawa ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya

khwab tuta koi bewafa ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya

bujh gaye chahato ke kamal 

dhadkano me lahu so gaya 

dost se itne dhoke mile 

dosti ka yakeen kho gaya 

bujh gaye chahato ke kamal 

dhadkano me lahu so gaya 

dost se itne dhoke mile 

dosti ka yakeen kho gaya 

aaj bhi chehra har aaina ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya

khwab tuta koi bewafa ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya

dosti ki ibaadat tha jo 

dushmani ka gila ban gaya 

zindgi ki dua tha jo kal 

aaj wo waddua ban gaya 

dosti ki ibaadat tha jo 

dushmani ka gila ban gaya 

zindgi ki dua tha jo kal 

aaj wo waddua ban gaya 

dhup nikli to badal hawa ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya

khwab tuta koi bewafa ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya

koi rasta na manjil hai ab 

door tak raat hi raat hai 

biti yado ka matam liye 

har khusi ha kafan ka saath hai 

koi rasta na manjil hai ab 

door tak raat hi raat hai 

biti yado ka matam liye 

har khusi ha kafan ka saath hai

zindgi ka safar be maza ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya 

khwab tuta koi bewafa ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya 

kaun apna hai dekho yaha 

aaj sapna hai sara jaha 

jakhm khaya hai aisa yaha 

jakhm hi zindgi ban gaya 

kaun apna hai dekho yaha 

aaj sapna hai sara jaha 

jakhm khaya hai aisa yaha 

jakhm hi zindgi ban gaya 

yaar mere tu kyon behaya ho gaya 

maine socha tha kya, aur kya ho gaya 

khwab tuta koi bewafa ho gaya 

maine socha tha ky, aur kya ho gaya

Explore this song