Roman script

wo jab meri raah ke kadam the majboot 
mere ander ek samnder mere dukho ka marham 
barso guzre hain ab dil pe nahi etbaar 
kal jo thi meri jawani aaj hai kahani 
kya meri zindgi ek khwab hai 
kitni lambi ye raat hai 
bikhre sapne bichhde apne 
yaad chupke se rulaati hai 
kya meri zindgi ek khwab hai 
kitni lambi ye raat hai 
bikhre sapne bichhde apne 
yaad chupke se rulaati hai 
aise bikhar jaate hain 
mere dil me sama jaate hain 
sapne saja jaate hain 
aur jaan tadpaate hain 
zindgi ka ye safar 
koi samjhega nahi 
yahi rasta hai mera 
koi aata hi nahi 
kya meri zindgi ek khwab hai 
kitni lambi ye raat hai 
bikhre sapne bichhde apne 
yaad chupke se rulaati hai 
socho se door 
khwabo se alag 
zindgi ye meri 
khamoshi ka safar 
kya meri zindgi ek khwab hai 
kitni lambi ye raat hai 
bikhre sapne bichhde apne 
yaad chupke se rulaati hai 
kya meri zindgi ek khwab hai 
kitni lambi ye raat hai 
bikhre sapne bichhde apne 
yaad chupke se rulaati hai

Song details

Song video

Watch on YouTube