Roman script

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

mud ke dekha hi tha maaji ki taraf

mud ke dekha hi tha maaji ki taraf

aa mile yaar purane kya kya

aa mile yaar purane kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

aaj dekhi hai jo tasveer teri

aaj dekhi hai jo tasveer teri

aaj dekhi hai jo tasveer teri

yaad aaya hai na jane kya kya

yaad aaya hai na jane kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

sirf ik tark-e-taaluk ke liye

sirf ik tark-e-taaluk ke liye

sirf ik tark-e-taaluk ke liye

tune dhundhe hain bahane kya kya

tune dhundhe hain bahane kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

raat sahra ki rida par mohasin 

raat sahra ki rida par mohasin 

raat sahra ki rida par mohasin 

harf likhe the hawa ne kya kya

harf likhe the hawa ne kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

lut gaye apne khazane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

khaab bikhre hain suhane kya kya

Explore this song