Roman script

andekhi hai anjani hai, phir bhi wo jani pehchani hai

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

mehbooba, mehbooba

andekhi hai anjani hai, phir bhi wo jani pehchani hai

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

ye kahne mai aaya hu

ye kah ke mai chala jaunga

ye kahne mai aaya hu

ye kah ke mai chala jaunga

kahegi to ji lunga, kahegi to mar jaunga

kya tera bhi hai haal yahi, tu bhi meri diwani hai

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

khwabo se nikal ke aa, meri sanso pe chalke aa

ke mai mehboob hu tera, tu mere pas machalke aa

ke mai mehboob hu tera, tu mere pas machalke aa

maine kitne rat jage kiye, ab teri nind churani hai

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

khwabo ki wo rani hai, meri mehbooba

andekhi hai anjani hai

phir bhi wo jani pehchani hai

khwaabo ki woh rani hai

ankahi hui, ansuni hui anlikhi ye prem kahani hai

khwaabo ki wo rani hai, meri mehbooba

mehbooba, mehbooba

Explore this song