Roman script

jo tujhe jagaye, nindein teri udaye khwab hai sachcha whi
nindon mein jo aaye jise tu bhul jaye khawab wo sachcha nhi
khwab ko rag de, nind ko aag de 
angaron ko jagaye, koyalo sa jo gaye, khwab hai sachcha whi
leharein jo uthaye leharein jo uthaye 
paniyo ko hilaye, khwab hai sachcha wohi
khwab ko rag de, nind ko aag de o o o
manjilon pe tihar hai, lekin wo har hai
kya khusi apno ke bin
hai adhuri har jeet bhi, sargam sangeet bhi
adhura hai apano ke bin
kawaon ke badal chhane do lekin
rishton ki lau ko bachake barasana
kehati hai hawayein chum le gagan ko
pankho ko khol tu chhod  na tarasna
khwab ko rag de, nind ko aag de 
na na na na na ra ra ra ra ra
la ra ra la la la ra ra
khwab ko rag de, nind ko aag de 
khwab ko khab ko rag de, nind ko aag de, aag de 
live your live your live you, london dreams 
london dreams london dreams london dreams

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Rahat Fateh Ali Khan, Shankar Mahadevan

actor: Salman Khan, Ajay Devgan