Roman script

khushnuma sa woh mausam kya hua

saans lena kyun bojhal sa hua

gardisho se main ghira sheesha-e-dil toota sa

kis se shikwa karoon main gila

dil mein kaisi hai khalbali na jaane kya hua

main hoon kitna tanha oh khuda

teri hi dhun mein teri lagan mein tune kiya sab adaa

teri raza mein meri raza hai unda hai naam tera

maule mere, mere khuda rehmat teri banda hai kya

dil mein kaisi hai khalbali na jaane kya hua

main hoon kitna tanha oh khuda

dil mein kaisi hai khalbali na jaane kya hua

main hoon kitna tanha oh khuda

yaadon ke har lamhe mein nihaan hai

khushboo hai zikar tera

seerat jaise paak ho daaman baate ho jaise dua

tera junoon ishq mera, ik dooje se ho kaise judaa

dil mein kaisi hai khalbali na jaane kya hua

main hoon kitna tanha oh khuda

dil mein kaisi hai khalbali na jaane kya hua

main hoon kitna tanha oh khuda

maule mere, mere khuda

maule mere, mere khuda rehmat teri banda hai kya

gardisho se main ghira sheesha-e-dil toota sa

kis se shikwa karoon main gila

khushnuma sa

Explore this song