Roman script

khushiyo ka zamaana beet gaya

khushiyo ka zamaana beet gaya

majboor mohabbat roti hai roti hai

naashaad hai tu naashaad hu main

naashaad hai tu naashaad hu main

qismat dono ki soti hai soti hai

khushiyo ka zamaana beet gaya

khushiyo ka zamaana beet gaya

barbaad udhar tera dil hai

barbaad udhar tera dil hai

roti hai idhar meri aankhe meri aankhe

wo kaun si duniya hai jisme

wo kaun si duniya hai jisme

aabaad mohabbat hoti hai hoti hai

khushiyo ka zamaana beet gaya

khushiyo ka zamaana beet gaya

majboor mohabbat roti hai roti hai

khushiyo ka zamaana beet gaya

khushiyo ka zamaana beet gaya

tu gam ki kahani kehta jaa

tu gam ki kahani kehta jaa

jo dard mila hai sehta jaa sehta jaa

o dard ke maare dekhe jaa

o dard ke maare dekhe jaa

taqdeer kaha tak soti hai soti hai

khushiyo ka zamaana beet gaya

khushiyo ka zamaana beet gaya

majboor mohabbat roti hai roti hai

khushiyon ka zamaana beet gaya

khushiyon ka zamaana beet gaya

Explore this song