Roman script

phoolo ki tujhe raah mile

teri umra ho chand sitaro ki

pyar mein tujh ko mile na dhoka

wafa mile ghamkharo ki

dekhti hun jidhar aaye tu hi nazar

tujh mein hai wo kashish wo asar

khusiyan ho teri hum dum

tere dar pe jaane aalam

dastak na de koi gam ye dua

hai meri ye dua, hai meri ye dua

dekhti hun jidhar aaye tu hi nazar

tujh mein hai wo kashish wo asar

khusiyan ho teri hum dum

tere dar pe jaane aalam

dastak na de koi gam ye dua

rishte hazar lekin, rishta hai jo humara

wo pyar se bhi pyara, main kahu na kahu

rishte hazar lekin, rishta hai jo humara

wo pyar se bhi pyara, main kahu na kahu

khusiyan ho teri hum dum

tere dar pe jaane aalam

dastak na de koi gam ye dua

hai meri ye dua, hai meri ye dua

halaat laakh badle, mera pyar na badlega

tere saath hi rahega, main rahu na rahu

halaat laakh badle, mera pyar na badlega

tere saath hi rahega, main rahu na rahu

khusiyan ho teri hum dum

tere dar pe jaane aalam

dastak na de koi gam ye dua

hai meri ye dua, hai meri ye dua

dekhti hun jidhar aaye tu hi nazar

tujh mein hai wo kashish wo asar

khusiyan ho teri hum dum

tere dar pe jaane aalam

dastak na de koi gam ye dua

hai meri ye dua

Explore this song