Roman script

khushi jab rooth jati hai 
to gum se kaam hota hai 
mohabbat karne wale ka yahi anjam hota hai 
nazar pher kar dil pe bijli gira di 
ummido ki duniya bana kar mita di
nazar pher kar dil pe bijli gira di 
ummido ki duniya bana kar mita di
koi jake uss bewafa se ye puche
koi jake uss bewafa se ye puche
ye kis baat ki tune mujhko saza di 
ummido ki duniya bana kar mita di
nazar pher kar dil pe bijli gira di 
ummido ki duniya bana kar mita di
mujhe yaad hai teri rangin baatein rangin baatein 
mujhe yaad hai teri rangin baatein rangin baatein 
magar tune meri kahani bhula di 
ummido ki duniya bana kar mita di
nazar pher kar dil pe bijli gira di 
ummido ki duniya bana kar mita di
nazar pher kar

Song details

Song video

Watch on YouTube