Roman script

are mai malan jamuna tat wali 

are mai malan jamuna tat wali fulwa mera naam 

are baag ki kali kali pe likha hai pyar ka naam 

ho khushbu ke khushbu ho khushbu laile ganga ram 

ho khushbu laile na ganga ram 

mai malan jamuna tat wali 

fulwa mera naam 

are laal gulabi nile pile re ha ha nile pile 

are laal gulabi nile pile

ful hai yaha hajar ful hai yaha hajar 

man marji ke yahi pe chun le kyo jaye bazar 

ho babua kyo jaye bazar 

mere ful to mere ful to anmol hai 

are kahi na aise ful milenge itne saste daam 

ho khushbu ke khushbu ho khushbu laile ganga ram 

ho khushbu laile na ganga ram 

mai malan jamuna tat wali fulwa mera naam 

ho ye gulab fulo ka raja ye hai raat ki rani 

ho ye hai raat ki rani 

are juhi mongra champa chameli sabki alag kahni

in fulo se rijhe devta inse jaage pyar 

inko tu baalo me bandh le mana le rutha yaar 

mana le rutha yaar 

inhe tu bandh le inhe pahchan le 

are saari umriya kar di maine in fulo ke nam 

ho khushbu ke khushbu ho khushbu laile ganga ram 

ho khushbu laile na ganga ram 

mai malan jamuna tat wali fulwa mera naam 

are baag ki kali kali pe likha hai pyar ka naam 

ho khushbu ke khushbu ho khushbu laile ganga ram 

ho khushbu laile na ganga ram 

mai malan jamuna tat wali

Explore this song