Roman script

khushboo sa wo meri saason mein bas jaayega

ek nasha sa banke meri jindagi pe chhayega

karun intzaar, mera yaar kab aayega

yaadon mein wo rootha tha

khwaabon mein maan jaayega

bujh gayi hai shama, aake phir jalaayega

kab talak mere bin kaho usse raha jaayega

husn pe ho yakin to ishq dagmagaayega

karun intzaar, mera yaar kab aayega

wo julmi sitamgar kab pachhtaayega

yaadon mein wo rootha tha

khwaabon mein maan jaayega

aaja aaja o deewaane aaja

ek duje mein kho jaaye hum

duniya mein jitne ghum hai pyaare

hai sabse pyaara mohabbat ka gham

jindagi bewafa aaj hai kal nahi

raat jo dhal gayi, tum nahi aur hum bhi nahi

husn pe ho yakin to ishq dagmagaayega

karun intzaar, mera yaar kab aayega

wo julmi sitamgar kab pachhtaayega

yaadon mein wo rootha tha

khwaabon mein maan jaayega

Explore this song