Roman script
khullam khulla pyar karenge hum dono khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono pyar hum karte hai chori nahi mil gaye dil jora jori nahi ham karenge jo dil kahe hamko jamane se kya khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono pyar hum karte hai chori nahi mil gaye dil jora jori nahi ham wo karenge jo dil kahe hamko jamane se kya khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono dekho wo ishq chhup chhup ke farma rahe hai hai kya maja dil hi dil me to ghabra rahe hai dekho wo ishq chup chup ke farma rahe hai hai kya maja dil hi dil me to ghabra rahe hai lagta hai dono padoshi hai wo rishta hi aisa hai jane bhi do hum wo karenge dil jo kahe hamko jamane se kya khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono he sun jara ye bhi jodi hai kaisi nirali hai sath kya piche lala chale aage lali he sun jara ye bhi jodi hai kaisi nirali hai sath kya piche lala chale aage lali dono me shayad banti na ho apni tarah inki jamti na ho hum wo karenge dil jo kahe hamko jamane se kya khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono bolo na pyar ka hai ye dusman jamana are sun ha bata sabko milta nahi ye khazana bolo na pyar ka hai ye dusman jamana are sun ha bata sabko milta nahi ye khazana jinko aji ye khazana mile dekh ke unko dunia jale hum wo karenge dil jo kahe hamko jamane se kya khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono pyar hum karte hai chori nahi mil gaye dil jora jori nahi ham wo karenge jo dil kahe hamko jamane se kya khullam khulla pyar karenge hum dono is dunia se nahi darenge hum dono
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Khel Khel Mein (1975)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Gulshan Bawra
- Actor: Rishi Kapoor
- Actor: Neetu Singh
- Actor: Dev Kumar
- Actor: Kamal Kapoor
- Actor: Jankidas
- Actor: Iftekhar
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Lalita Pawar
- Actor: Yunus Parvez
- Actor: Preeti Ganguli
- Actor: Ghanshyam
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Moolchand
- Actor: Chand Usmani
- Actor: Rakesh Roshan
- Actor: Hari Shivdasani
- Actor: Shashi Kiran
- Actor: Jagdish Raaj
- Actor: Shyama
Song video
singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
actor: Rishi Kapoor, Neetu Singh