Roman script

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha 

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha 

dahakati aag thi tanhai thi fasana tha 

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha 

gamo ne baant liya hai mujhay gamo ne gamo ne

gamo ne baant liya hai gamo ne baant liya hai

mujhay tun aapas me ki jaise main koi luta hua khajana tha 

ki jaise main koi luta hua khajana tha 

dahakati aag thi tanhai thi fasana tha 

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha 

ye kya chnd hi kadamo pe thak ke baith gaye 

thak ke baith gaye baith gaye 

ye kya chnd hi kadamo pe thak ke baith gaye 

thak ke baith gaye baith gaye 

tumhe to sath mere door tak nibhana tha 

dahakati aag thi tanhai thi fasana tha 

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha 

mujhay jo mere lahu me daboke daboke guajra hai 

mujhay jo mere lahu me daboke guajra hai 

wo koi gair nahi yaar ek purana tha 

wo koi gair nahi yaar ek purana tha 

dahakati aag thi tanhai thi fasana tha 

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha 

khud apne hath se khud apne hath se 

khud apne hath shahjad usko kaat diya kaat diya 

khud apne hath shahjad usko kaat diya

ki jis drakhat ki tahani pe aashiyana tha 

ki jis drakhat ki tahani pe aashiyana tha 

dahakati aag thi tanhai thi fasana tha 

khuli jo aankh to wo tha na wo zamaana tha

Explore this song