Roman script

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

dehakti aag thi tanhai thi fasana tha

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

gamo ne baant liya hai mujhe, gamo ne

gamo ne baant liya ha

gamo ne baant liya hai mujhe yu aapas me

ke jaise main koi luta hua khazana tha

ke jaise main koi luta hua khazana tha

dehakti aag thi tanhai thi fasana tha

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

ye kya ki chand hi kadmo pe thak ke baith gaye

thak ke baith gaye, baith gaye

ye kya ki chand hi kadmo pe thak ke baith gaye

tumhe toh sath mera dur tak nibhana tha

dehakti aag thi tanhai thi fasana tha

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

mujhe jo mere lahu me dabo ke, dabo ke gujra hai

mujhe jo mere lahu me dabo ke gujra hai

wo koi gair nahi yaar ek purana tha

wo koi gair nahi yaar ek purana tha

dehakti aag thi tanhai thi fasana tha

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

khud apne hath se

khud apne hath se

khud apne hath se shehjad usko kaat diya, kaat diya

khud apne hath se shehjad usko kaat diya

ki jis darakht ki tahni pe aashiyana tha

ki jis darakht ki tahni pe aashiyana tha

dehakti aag thi tanhai thi fasana tha

khuli jo aankh to wo tha na woh zamana tha

Explore this song