Roman script

raat ki daasta chup si hai 

gamjado ka sitam 

nam sa hai, gum sa hai 

hasin raat ho 

karke bhi na ho baya 

kabhi baat ho 

karke bhi na ho baya 

ruk ruk ke chalta hai jo kaisa ye saya siya 

chup chup ke le wo raha hai teri ye ruh kahan

ruk ruk ke puchhe hai mujhse 

mera ye neeb nishan ?

kal tak shayad yahi tha jane main ab hu kahan 

o bhur bhur karke main jo tere aasman me 

mudke bhi to jaaun to jaaun kahan 

hans hans ke jo main bhi ye kar raha hun 

meri marzi na ho to hai fark kya 

dekha maine socha maine jo yaha hai 

shor hai fatoor hai ye waqt ka 

chhodna bhi chhahu par chhod na paaun 

saaz ye jo aaj hai ye tifl ka kyon bata 

tham sa gaya ye sama hai 

jam sa gaya ye jahan 

kab se ki teri gulami 

ab ho gayi inteha 

rangi tab jo wo raate 

berang hain ab sada 

mujhse ye bole fakira 

khoya tu khoya kahan 

hasin raat ho 

karlke bhi na ho baya 

banke raaz banke faraaz ye raaz ho

Explore this song