Roman script

khuda khair kare 

aaye zanzeer ki jhankar khuda khair kare 

dil hua kiska giraftaar khuda khair kare 

aaye zanzeer ki jhankar 

jaane ye kaun meri ruh ko chukar guzara

jaane ye kaun 

jaane ye kaun meri ruh ko chukar guzara

ek qyamat hui bedaar ek qyamat hui bedaar 

khuda khair kare 

lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai 

lamha lamha meri aankho me khichi jaati hai 

ek chamakti hui talwaar khuda khair kare 

aaye zanzeer ki jhankar khuda khair kare 

dil hua kiska giraftaar khuda khair kare 

aaye zanzeer ki jhankar

Explore this song