Roman script

khuda kare

khuda kare ke mohabbat me voh makaam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

khuda kare ho o o

koi mita na sake dil ke is fasane ko

koi mita na sake dil ke is fasane ko

karu main yaad tujhe bhul ke jamane ko

uthe jo meri nazar tera hi salaam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

khuda kare ho o o

diwanepan ka nasha saari umar na utre

diwanepan ka nasha saari umar na utre

wafa ki bandgi mein apni zindagi gujre

diwane dil ki tadap kuch to tere kaam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

khuda kare ke mohabbat mein voh makaam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

mere labon pe hamesha sanam ka naam aaye

khuda kare ho o o

Explore this song