Roman script

hum milenge phir kisi din

tab talak khuda haafiz

hum milenge phir kisi din

tab talak khuda haafiz

ye judaiyan kuch din

tab talak khuda haafiz

pal ye beet jaayega

pyaar laut aayega

wakt ka yeh dariya

phir kinaare layega

yaad rakh mujhko moshin

tab talak khuda haafiz

ye judaiyan kuch din

tab talak khuda hafiz khuda hafiz

Explore this song