Roman script

khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu 

main hu takdeer ki zulmat ka musafir tanha

roshni ho to kahi apna hi saya dekhu

roshni ho to kahi apna hi saya dekhu

warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu

khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

aaina dekhta hai ehsaas adhurepan ka 

aaina dekhta hai ehsaas adhurepan ka

tu jo mil jaye to main apna saraapa dekhu

tu jo mil jaye to main apna saraapa dekhu

warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu

khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

meri parvaaj ki manzil bhi khala hai anjum

khud ko haalat ki sooli pe latakta dekhu

khud ko haalat ki sooli pe latakta dekhu

warna wo pyaas hai mar jau jo dariya dekhu

khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

khud ko behtar hai saraabo me batakta dekhu

Explore this song