Roman script

khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai

khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai

sach kahe aapse, sach kahe aapse

kuch pyar hua jata hai

khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai

aap bhi apni nigaho ko jara samjha de

iss tarah pyar se mujhko

kabhi dekha na kre

husne masum husne masum 

gunhagar hua jata hai

khud ba khud ishq ka ijahar hua jata hai

ham jafaye khata dastur na hone denge

pyar ko itna bhi majbur na hone denge

julm kaisa mere, julm kaisa mere

sarkar hua jata hai

khud ba khud ishq ka ijhar hua jata hai

husn ke taan na jalvo ke tamshe lekar

ham to aaye hai

mohabbat ke tagaje lekar

dil hakikat ka, dil hakikat ka

talabgar hua jata hai

khud ba khud ishq ka ijahar hua jata hai

Explore this song