Roman script

khoyi khoyi si hu main 

kyun yeh dil ka haal hai

dhundli sari khwab hai

uljha har khayal hai

sari kaliya murjha gayi

rang unke yaado me reh gaye

sare gharande reet ke 

lehre aayi, lehro me beh gaye

raah me kal kitni chirag the

saamne kal phoolon ki baag thi

iss se kahu kaun hai jo sune

kante hi kyu maine hai chune

sapne mere kyu hai kho gaye

jaage hai kyu dil me gumm naye

sari kaliya murjha gayi

rang unke yaado me reh gaye

saare gharande reet ke

lehrein aayi, lehron me beh gaye

kya kahu kyu ye dil udaas hai

ab koi door hai na paas hai

chhu le jo dil wo bate ab kaha

wo din kaha rate ab kaha

jo bita kal ab hai khawab sa

ab dil mera hai betab sa

sari kaliya murja gayi

rang unke yaado me reh gaye

sare gharande reet ke 

lehre aayi, lehro me beh gaye beh gaye

Explore this song