Roman script

(main kya kahoon aab tere)

khoya rahoon tujhme ye saara din

raatein katoon aab toh main taare gin

jeena lage aab kahin tere bin

haye kya karoon ?

ye dil tera kahe kya?

mujhko bata main kya karoon?

ajnabi, ajnabi si koi chaha hai

makhmali, makhmali si koi aaha hai

ajnabi, ajnabi si koi chaha hai

makhmali, makhmali si koi aaha hai

main ishq ke dariya mein bah gaya

jo pahle tha aab na woh rah gaya

teri parchaiyan khwab mein

teri rahnaiyan rahon mein

teri sahnaiyan aahon mein

haye kya karoon ?

ye dil tera kahe kya?

mujhko bata main kya karoon?

Explore this song