Roman script

khoya kya pyare yaha tera
behka sama re kahan fera
dhundhe hai kya pata
chahato me kya bas raha
ye bata ye bata ye bata
tu bata dhundhe kya
tu bata tu bata tu bata dhundhe kya 
jogiya jogiya jogiya
kya dhundhta jogiya
kya dhundhta tu jogiya
kya dhundhta tu jogiya jogiya
khoya kya pyare yaha tera
behka sama re kahan fera
dhundhe hai kya pata
chahato me kya bas raha
ye bata ye bata tu bata
tu bata tu bata tu bata dhundhe kya 
tu bata tu bata tu bata dhundhe kya 
jogiya

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Amit Kilam, Rahul Ram, Asheem Chakravarty