Roman script

teri aahato mein jee lunga

teri chahato mein jee lunga

jo pa ke bhi na pa saku

teri dhadkano mein jee lunga

phir har ghadi ye dil tera kyun dekhe mujhe

ke do jahan ko pa liya ho pa ke tujhe

main khoya khoya, man khoya khoya

jo paya tujhe main khoya khoya

ho khoya khoya, dil khoya khoya

jo paya tujhe main khoya khoya

ho ishq hai darmiya

phir kyun hain duriya

na chhu saku main, na mud saku

tujhme kahin hu main

phir bhi nahi hu main

na main ruku, na chal saku

aur ab chale kahin dur jaha

baaho ke nashe mein ho chur jaha

khoya khoya, man khoya khoya

jo paya tujhe main khoya khoya

ho khoya khoya, dil khoya khoya

jo paya tujhe main khoya khoya

khoya khoya, khoya khoya

khoya khoya, khoya khoya

aankho se teri aankhe milau

apni hi najro se chhupta hu main

chahat mein teri jadu ye kaisa

banta bhi hu aur mitta hu main

agar main mit bhi jaau

sath sath chalna mujhe

ke do jahan ko pa liya ho pa ke tujhe

main khoya khoya, man khoya khoya

jo paya tujhe main khoya khoya

ho khoya khoya, dil khoya khoya

jo paya tujhe main khoya khoya

Explore this song