Roman script

khoya hua dil 

mil gaya mil gaya

khoya hua dil 

mil gaya mil gaya

kashti ko sahil 

mil gaya mil gaya

maujo me duba hai jahan 

na ke zami aasma

pichhde huye dil mile

or hai mohabbat jawa

bismil te bismil

mil gaya mil gaya

khoya hua dil 

mil gaya mil gaya

joban ki aayi hai bahar

aankho me chhaya hai khumar

sun le ye dil ki sada

tera hi tha intjaar

aankho ka ghayal

mil gaya mil gaya

khoya hua dil 

mil gaya mil gaya

aankho ki masti lut le

dil ki ye basti lut le

ae mere dilruba meri

ye khudbarasti lut le

dil se tera dil

mil gaya mil gaya

khoya hua dil 

mil gaya mil gaya

Explore this song