Roman script

khili kali armaan ki parva kise jahaan ki 
pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki 

aaj chhalakta jaam le 
aaj chhalakta jaam le 
mere laakho salaam le 
ji bhar ke ji 
bhar bhar ke pi 
marji mere mehrbaan ki 
khili kali armaan ki parva kise jahaan ki 
pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki 
tu dil ke har raag me 
tu dil ke har raag me
mere har andaaz me 
mera jahan tujhme nihan khaun kasam jaan ki 
khili kali armaan ki parva kise jahaan ki 
pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki 
mahfil ke aagosh me 
mahfil ke aagosh me 
kar du tujhe madhosh main 
arman jage fir na lage 
najre beyimaan ki 
khili kali armaan ki parva kise jahaan ki 
pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki 
khili kali armaan ki parva kise jahaan ki 
pyaar me ab to baazi laga di maine apni jaan ki

Song details

Song video

Watch on YouTube