Roman script

kaarname karne ko dil karta hai

chalo zara jharna ban giro

roz subah udane ko dil karta hai

khidki se zara future aane do

shoes bina chalne ko dil karta hai

raste ke pathhar sab hata

lamp koi ghisne ko dil karta hai

cheeni ko ab baahar aane do

train ka ab hai time hua manzil kat jaani

ab hogi non-stop there is no way of stop

sab kuch ab rhyme hua manzil kat jaani

ab hogi non-stop there is no way of stop

rang naye bharne ko dil karta hai

lets paint a new star and moon

taaro wala aasman ye khaali lagta hai

koi naya taara khud bano

kaarname karne ko dil karta hai

chalo zara jharna ban giro

roz subah udane ko dil karta hai

khidki se zara future aane do

Explore this song