Roman script

khyalon me tum ho nigaaho me tum ho 
mere dil ki duniya pe chhaye hue ho 
khyalon me tum ho nigaaho me tum ho 
mere dil ki duniya pe chhaye hue ho 
khyalon me tum ho nigaaho me tum ho 
ye kaisi hai masti ye kaisa nasha hai 
tumhe dekhte hi mujhay kya hua hai 
kabhi issey pahle ye halat nahi thi 
sambhalo mera dil bahkane laga hai 
najar bahak jaye kadam dagmagaye
tum aankho me jadoo jagaaye hue ho 
khyalon me tum ho nigaaho me tum ho 
meri zindagi me andhera bhut tha 
jo tum aa gaye ho ujala hua hai 
badi mushkilo se katti raat gum ki 
badi mishkilo se sawera hua hai 
na chodungi tumko na bhulungi tumko 
ki tum meri duniya basaye hue ho 
khyalon me tum ho nigaaho me tum ho 
mere dil ki duniya pe chhaye hue ho

Song details

Song video

Watch on YouTube