Roman script

meri maut ka, gham na karna

yaaro tum farz nibhana

sine me apne hardam

badle ki aag jalana

is khun ka badla lena

yaari ka karz chukana

jab tak jinda hai dushman

mat chain ki roti khana

jab tak jinda hai dushman

mat chain ki roti khana

meri ruh ki ye pukar hai

ye kah raha mera pyar hai

sunle ab rona nahi tu

rone me teri haar hai

hum hai khatro ki khiladi

hum hai khatro ki khiladi

Explore this song