Roman script

khata maf karna khata maf karna humari khudaya 

khata maf karna khata maf karna humari khudaya 

na aaya hume na aaya hume pyar karna na aaya 

na aaya hume pyar karna na aaya khata maf karna 

dard hai dil me mere aaj bhi halka halka 

sabar ka jam najar aata hai chhalka chhalka 

pyar samjhu ya ise teri adaye samjhu

aaj tune nibhaya nahi wada kal ka 

jawani ke din aur mohabbat ki rate rate 

jawani ke din aur mohabbat ki rate rate 

khuda ki kasam sab jalane ki bate 

khuda ki kasam sab jalane ki bate

jamane ko humne jamane ko humne bahut aajmaya 

jamane ko humne bahut aajmaya khata maf karna 

khak ho jayege hum pyar me jalte jalte

dur manjil se nikal jayege chalte chalte

dil bhi kabu me nahi aankh bhi pathar nikali 

bat pahunchi hai kaha dekhiye chalte chalte

mohabbat me diwana ban ke bhi dekha

mohabbat me diwana ban ke bhi dekha 

jamane se begana ban ke bhi dekha 

jamane se begana ban ke bhi dekha

na wo kam aaya na ye kam aaya 

na wo kam aaya na ye kam aaya 

khata maf karna humari khudaya 

na aaya hume na aaya hume pyar karna na aaya 

na aaya hume pyar karna na aaya khata maf karna

Explore this song