Roman script

dono hi ghar hain aapke, khud faisla karo 

dono hi ghar hain aapke, khud faisla karo

dil mera ha karo, ya nazar me raha karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

fir bhi na aaye wo to, khuda se duaa karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

fir bhi na aaye wo to, khuda se duaa karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

kya jaane saath chhod de, ye zindagi kahan 

kya jaane saath chhod de, ye zindagi kahan 

kya jaane saath chhod de, ye zindagi kahan 

hanste huye jamane me, sabse mila karo 

hanste huye jamane me, sabse mila karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

naajuk bahut hain dil ise, rakhna sambhaal ke 

naajuk bahut hain dil ise, rakhna sambhaal ke 

naajuk bahut hain dil ise, rakhna sambhaal ke 

har har ajanbi nazar se, na rishta kiya karo 

har har ajanbi nazar se, na rishta kiya karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

ye soch to kahi ka na, rakhegi ae katil 

ye soch to kahi ka na, rakhegi ae katil 

ye soch to kahi ka na, rakhegi ae katil 

khwabo ki roz roz, na chadar buna karo 

khwabo ki roz roz, na chadar buna karo

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

fir bhi na aaye wo to, khuda se duaa karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo 

khat usko baar baar likho iltjaa karo

Explore this song