Roman script

yo listen up dudes and dudettes

here comes the man who's got it all

the looks the brains the power the gyaan

khan kaa gyaan

hi main hoon wahi jisne kabi kisi se kaha tha

ki ek garam chai ki payali ho aur usko pilane wali ho

wo hi jisne kabi kaha tha

ki tere naam kiya hai jeevan apna saara sanam

wo hi jisne kisi se kaha tha

kabi kisi ki dulhaniya banogi kya mujhse shaadi karogi

mujhse shaadi karoge life bana doongi

lekin parde tak to theek hai asal mein aa ha

mera gold record hai

ek sawal hai jo jitni baar maine suna hai 

wo duniya mein kisi ne nahi suna hoga

kab kar rahe ho kab kar rahe ho

kab kar rahe ho kab kar rahe ho kab kar rahe ho

pehle ye sawal sunke

bahut chidta tha ab main bhidta hoon

koi poochta hai kab kar rahe ho 

to main poochta hoon ki kab mar rahe ho

kab mar rahe ho kab mar rahe ho kab mar rahe ho

you know bade se bada dude 

shaadi ke baad sab jude ho jaata hai

shaadi ke din jo band bajta hai na

wo to sirf shuruwaat hoti hai

really nice really cool

he's got it all he ain't no fool

really hot and he's got

lots of style that ain't no prime

chori ke aam ka har koi deewana hai

jo pakda gaya wo chor hai jo bach gaya wo siyana

jiski life mein wife naam ki knife hai

use bach ke safe khel chahiye paise paise na na 

khair jaha ladka aur ladki ho waha ladna to hoga hi na

aur ye aaj ki baat nahi ye to tab se chala aa raha hai

jab hawa ko kaaua bana ke

aadam ne doosri ki or kadam badaya tha

adam of another madam adam of another madam

ghar mein jis pati ki dhaak nahi chalti

wahan uski wife ki aankh chalti hai

samajh lijiye the wife ghar ki ghar ki

to apne aap khul jaati nazar ki khidki

khul jaati nazar ki khidki nazar ki khidki

khul jaati nazar ki khidki

kehte hain ki shaadi ke pehle mard adhoora hota hai

correct shaadi ke pehle mard adhoora hota hai

aur shaadi ke baad finish

ab kya hua lag gaya jhatka jabardast

kab kar rahe ho na na aur shaadi ke baad finish

kab kar rahe ho kab kar rahe ho karo karo arrey karo

Explore this song