Roman script

khamosh zamana hai aa jao tumhe 
dil ka afsana sunana hai khamosh zamana hai
ishq ke divane dar hai na kahi sun le
duniya tere afsane o ishq ke divane
dekha hai mohabbat ka mehabub ye rusvayi
kissa hai mohabbat ka kissa hai mohabbat ka
ulfat ki tabahi ke shayad ye ishare hai
sahme huye tare hai rat aayi hai tadpane
is vakat gale mil le kal kya ho khuda jane
rat aayi hai tadpane

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mohammed Rafi, Asha Bhosle