Roman script

khamosh nazare hain phike phike taare 

khamosh nazare hain phike phike taare 

aakash ke taare hain ki aansu hain hamare 

khamosh nazare hain phike phike taare 

aakash ke taare hain ki aansu hain hamare 

khamosh nazare 

neend hamko nahi, neend hamko nahi 

aag jigar me jal rhai hain 

aag jigar me jal rahi hain

aaja tu kaha hain, jazar tujhe dhundh rahi hain 

heere tut tut ke aankho ke sitare 

heere tut tut ke aankho ke sitare 

aakash ke tare hain ki aansu hain hamare 

khamosh nazare 

dil hain duba hua, dil hain duba hua 

chand bhi duba ja raha hain

chand bhi duba ja raha hain 

jis din se bichhad kar 

sanam pardes gaya hain 

gaye ruth ruth ke jeene ke sahare 

gaye ruth ruth ke jeene ke sahare 

aakash ke taare hain ki aansu hain hamare 

khamosh nazare hain phike phike taare 

aakash ke taare hain ki aansu hain hamare 

khamosh nazare

Explore this song