Roman script

khamosh kyo khada hain, sukh anjaan baat kar 

mar jayega magar, meri maan baat kar 

kisane kaha ke baat ka, matlab bhi ho koi 

is daur ki yahi to hain pahchan baat kar 

khamosh kyo khada hain, sukh anjaan baat kar 

chupchaap haar maanana, mansad nahi tera 

tujh shaan ke nahi hain, ye shayan ki baat kar 

khamosh kyo khada hain, sukh anjaan baat kar 

kyun aankh teri nam hain, teri apni hansi par 

dil kisane kar diya tera, viraan baat kar 

khamosh kyo khada hain, sukh anjaan baat kar 

shahjaad hain fiza to baharo ka jikr laa 

badla to kya hain phul ka, arman baat kar 

khamosh kyo khada hain, sukh anjaan baat kar 

mar jayega magar, meri maan baat kar 

khamosh kyo khada hain, sukh anjaan baat kar

Explore this song