Roman script
rangdaar leher ye jaise tere naina yun baat bolte jaise bole maina rangdaar leher ye jaise tere naina yun baat bolte jaise bole maina aawe na ko hoshiyariyan palkon ki pardedariyan jab khulti hain to chalti hain sau baatein are khamma ghani re khamma ghani kuch galat kaha to khamma ghani are khamma ghani re khamma ghani kuch sakat kaha to khamma ghani ho lage sath bewaja jo achha wahi sath yariyon ka hota sachha o jahan muskurahatein wahin faasle mite chalo aur chor chodo apne dil ke dil karta hai chalakiyan pichli yaadon ki jhakiyan jab khulti hai to chalti hain sau baatein are khamma ghani re khamma ghani kuch sakat kaha to khamma ghani
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Singer: Shivam Mahadevan
- Film / album: Dono (2023)
- Composer: Shankar Ehsaan Loy
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Rajveer Deol
- Actor: Paloma
- Actor: Aditya Nanda
- Actor: Kanikka Kapur
- Actor: Rohan Khurana
- Actor: Manik Papneja
- Actor: Poojan Chhabra
- Actor: Sanjay Nath
- Actor: Micky Makhija
- Actor: Mohit Chauhan - I
- Actor: Tisca Chopra
Song video
singer: Shreya Ghoshal, Shivam Mahadevan